opera
Menu
blogid : 2638 postid : 49

HAM MAHAN HAIN

Raj Kumar
Raj Kumar
  • 97 Posts
  • 29 Comments

Badlte samay ne dekha hai o sunapan, riston ke nam par kuchh opcharikta, or phir wahi ajnabipan. Samne pad gaye to kuchh kah liya, kuchh sun liya, phir tu kahan main kahan etana khyal kise. Har koe wyast hai, etana phursat kahan sune dusron ki, sunaya bhi to suna anmane dang se. Samasya sabhi ki apni apni, suljhane ke liye taiyar baithe hain, suljhega kya khak, o to ulajh gaye hai es kadar se. Log kahate hain HAM MAHAN HAIN, magar dusron se to puchho, agar puchhana hai to us tute sadak se phuchho, jawab to milegi us gandi gali se bhi, jahan machchhadon ka basera hai suaron ka sabera hai.

Tags:   

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply to razia mirza listenmeCancel reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    CAPTCHA
    Refresh