Raj Kumar
- 97 Posts
- 29 Comments
opera
Suna hai Gujrat men bahut wikas huaa hai!
Mera sawal hai, “Tab to wahan niyojit karmachariyon ko wetanman milta hoga.”
Agar wetanman nahin milta hai or niyojit karmachariyon ko ek majdur ke barabar hi paisa diya ja raha hai to main Gujrat wikas ko jhuthalata hoon.
Wikas agar huaa bhi hai to kis kimat par?
Lakhon niyojit karmachariyon ke aansu par!
Read Comments