opera
Menu
blogid : 2638 postid : 747251

Raj Kumar
Raj Kumar
  • 97 Posts
  • 29 Comments

Abhi abhi result aaya hai! Result ki sthiti utani achchhi nahin hai. Aakhir hoga bhi kaise? Shiksha ka bagdor jo ayogy hathon men ho to shiksha men yogyata ko dundana mumkin nahin hai. Hamare guruji fail, hamare mantri fail phir hum kaise ummid karen ki hamara chhatra gyanwan hoga.
Sabase badi baat aaj vidyalay ka paribhasha badal gaya hai. Vidyalay men padaee par kam khichadi par jyada dhyan diya ja raha hai.
Shikshak padana to chahate hai leki 40000/- or 4000/- ki khaee unaki yogyata ko kunthit kar raha hai.
M D M ki gunwatta ka charcha har jagah hoti hai kintu 4000/- panewale shikshakon ki badhali par koe charcha nahin hota hai.
Ab aap hi bataee yuddh men agar mjboot sainik n ho, nitikushal major n ho to yuddh ko kaise jeeta ja sakata hai.
Nishkarsh yah nikalata hai ki vidyalay men kewal padaee ka prabandh ho. Aakhir mahabharat ke ek prasang men Arjun priksha es liye paas kar paya tha kyonki unka dhyan kewal chidiyan ki aankh (padaee) par tha. Dusari baat shikshak yogya ho na ki theke par bahal kaam chalau shikshak ho

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    CAPTCHA
    Refresh